About Us
ہمارے بارے میں
Labbaik Travels
Labbaik Travels Faisalabad mein College Road par qaim ek government licensed (License No. 6174) travel agency hai. Hamara maqsad hujjaj aur zaireen ko aasan, mehfooz aur pur-sukoon safar faraham karna hai.
Hum Hajj aur Umrah ke mukammal packages ke saath saath tamam airlines ke domestic aur international tickets bhi faraham karte hain.
